Sunday, January 30, 2011

When PB was on a roll



‎"Aaj dub jaaye hum, wahin uss raat ki tarah, jahaan hum tum durr tanha jeete the,
Aaj phir hum saath hain aise kisi wajah, jahaan faasle kuch badthe kuche ghat te"
- inspired by the agony and ecstasy of THE ONE"
January 30 at 9:34pm · · ·

    • Kartik Agarwal very nice
      January 30 at 9:57pm ·

    • Vivek Vikram Singh Wah wah...aap bhi :), I told u---- "tum bhi mere jaise ban jaOge jab ishq tumhe ho jaayega.............. diwaron se takraaOge jab ishq tumhe ho jaayega....... :)
      January 30 at 10:05pm ·

    • Payal Bhuptani hum kissi se takrate nahi dost, aur baaki humse takraane ki himmat karte nahi, jab rat din aur din raat ho jaaye, tab mitthu bhi shayar ban jaate kahin :)
      January 30 at 10:10pm · · 3 people

    • Vivek Vikram Singh phir is bekarari ka sabab??
      January 30 at 10:13pm ·

    • Payal Bhuptani khaana aur baatein dono hazam nahi hui shaayad, issi par humne apna fasana likh kar diya, aapki seekh milti rahin humain, issi baat par nazraana pesh kar diya :)
      January 30 at 10:18pm · · 1 person

    • Rutu Nayak ‎:)
      January 30 at 10:20pm ·

    • Vivek Vikram Singh
      Wah wah...u ARE in a mood today :) in celebration of your mood today...."dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ?




      royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN ?

      ...
      See More

      January 30 at 10:22pm · · 2 people

    • Rutu Nayak Umre daraz mein mangkar laye the char din, do arazoo mein kat gaye..do intazar mein :)
      January 30 at 10:25pm · · 1 person

    • Payal Bhuptani what have i unleashed
      January 30 at 10:34pm ·

    • Kartik Agarwal shayaron ki kya kami hai aye Ghalib, Ek dhoondo hazaar milte hain..
      January 30 at 10:43pm · · 1 person

    • Divya Garde Barbaad-e-gulistaan karne ko, ek hi ullu kaafi thha

      har shaakh pe ullu baithha hai...anjaam-e-gulistan kya hoga

      (cudn't resist add a sher to the mehfil of sher-o-shayari..)

      January 30 at 10:53pm · · 3 people

10 of them and a burning soul

While a script for short film (which now has taken a completely different direction in my head :) ), I had written these lines. These lines were supposed to be an integral part of the that first story. I was mighty proud of myself. 


“Subah hote hi ek kalash khuli dhoondli hawa se
Raat ke baad ka ujaala dikha yahin is jagah se
Aankhe khuli khuli band band si reh gayin
Dhoop ki kirane yahaan aate aate wahin reh gayin”


“Yehin se udhi thi panchi pehli baar hawa ke sang
Chode ghosle ki chaadar mile indradhanush ke rang
Aaj wohi guzara pal phir dikha, chulbuli aakhon mein
Dekhti usi ore har roz, jahaan jaa chuki hoon main”

To Life and Chances


Floyd and poetry became a part of me when I wrote this. Its called Nostalgia. You will call it a cliche. Well! I can live with that.

"Aaj doob jaaye hum, wahin uss raat ki tarah, jahaan hum tum dur tanha jeete the,
Aaj phir hum saath hain aise kisi wajah, jahaan faasle kuch badthe kuche ghat te"